ts been a few months since i have felt any infatuation
since i have felt that yes .. i am in love ..
its quiet sad .. that it takes that feeling to think enough to write my own thoughts...
aaj mann hai phir kisi k pyaar mein padne ki,
aaj zaroorat hai phir kisi k liye dil leke girne ki.
woh zehr peena hai phir ek baar..
woh yaar laado phir se mujhe pyaar,
woh aankhe jinme saari kaynaat dikh jaye ,
woh muskurahat jisme hum mit jaye,
dard bhi hai hazaaron ki koi hai nahi,
sukoon ka katraa toh mijaye,
kya sochti hai yeh soch ki galiyaan ..
kyun lagti nahi pyari ab phoolon ki kaliyan...,
aaj rukh mud jataa hai un gum ke bazaaron ko,
kabhi dil cheekhta hai
pukaarta hai dil k khareedaron ko ..
kehte hai dil-on k dukaandaar bohot hai
kehte hai dil-on k sahukaar bohot hai ..
bas naaseeb uss ek raqeeb ko dhoonta hai
jo baant sake ye dard kuch aur kataaron ko
and i choose to contradict that i require any infatuation
Comments
Post a Comment